Recipe: Tasty Biscuits Meethi (Swiss roll style)

Biscuits Meethi (Swiss roll style).

Biscuits Meethi (Swiss roll style) Sie können haben Biscuits Meethi (Swiss roll style) using 8 ingredients and 12 steps. So geht's dir erreichen dass.

Zutaten von Biscuits Meethi (Swiss roll style)

  1. Bereiten 2 packet of meri biscuits.
  2. Bereiten 1 tsp of vanilla essence.
  3. es ist 2 tbsp of butter.
  4. Du brauchst 1/2 cup of condensed milk.
  5. es ist 1/2 cup of milk.
  6. Du brauchst 1/2 cup of chocolate syrup.
  7. es ist 3 tbsp of almond.
  8. Bereiten 3 tbsp of Pista.

Biscuits Meethi (Swiss roll style) Schritt für Schritt

  1. Sub ingredients ek jagah kar lein.
  2. Biscuits ko chopper main blend kar ke powder kar ke chan lein take ache sy powder ban jaye.
  3. Biscuits ke powder main vanilla essence, butter, condensed milk add krein.
  4. Phir thora thora kar ke milk add krein aur dough ready kar lein dough na zada soft ho na hi hard.
  5. Aub dough ke 2 hissay kar lein ek chota aur ek bara hissa krein.
  6. Jo hissa hum ne chota liya tha us main badam, piste crush kar ke mix kar dein aur roll kar ke side kar dein.
  7. Aub jo bara hissa tha us main chocolate syrup add krein aur ache sy mix kar dein.
  8. Aub batter pepper par chocolate wala part hath sy press kar ke sheet bana lein aur chota wala part us ke oper rakh dein.
  9. Aub batter pepper ki madad sy ache sy roll kar lein hath sy press kar ke.
  10. Aub batter pepper ke hata kar us par piste pehla dein aur dobara roll kar dein ache sy press kar ke phir 3 hour ke liye fridge main rakh dein.
  11. 3 hour ke baad fridge sy nekal kar cutting kar lein.
  12. Bohot hi delicious si biscuits ki meethi bohot kaam time main ready hai zaror try krein.

No comments:

Post a Comment

Featured Post

Latest Dairy Intolerance Symptoms

What are the symptoms of dairy intolerance? Many people who are intolerant to dairy products do not realise it because the symptoms can be m...

Popular Post